Showing the single result

Aqiqah Mubarak! Welcoming a New Life – Custom Decoration Package

Original price was: ₹12,000.00.Current price is: ₹7,499.00.
Birthdayvala.in aapke naye mehmaan ki aamad par aapko dili mubarakbaad deta hai! Is khaas aur muqaddas mauke par hum aapke liye laye hain ek khoobsurat aur Price friendly Aqiqah/Aqiqa Decoration Package, jo aapke ghar ya banquet ko ek jashn-e-bahaar mein badal dega. Hum jaante hain ki Aqiqah ka mauka kitna ehmiyat rakhta hai. Isliye hamara yeh package har chote bade detail ka khayal rakhta hai, taaki aapke liye sab kuch be-fikar ho. Is package ka main attraction hai hamara Round Balloon Flex Ring Backdrop, jis par "Aqiqah Mubarak" likha hoga aur aapke bachche ka naam bhi khoobsurti se shamil kiya jaega. Iss backdrop ke saath, hum goats ke do 3ft x 2ft cutouts lagayenge, jo is sunnat-e-Nabwi ki ahmiyat ko darshate hain. Guests ke swagat ke liye, hamara arch balloon welcome gate sabhi ka dil jeet lega. Aap apni pasand ke hisaab se colors ka intekhab kar sakte hain, chahe woh baby pink, sky blue ya koi bhi shandaar combination ho. Is Mubarak Din Ko Yaadaar Banayein. Abhi Contact Karein!